Ishq
Ishq e Mareez tha Majnu
Dard e dawaan thi Heer
Intezaar ki lamha thi Sahiba
Aur waqt ko badalne chala tha Farhad.
Ab ishq hota hai duniya ko batane ke liye
Kabhi pyar milta bhi tha, toh bas bicharne ke liye.~ Suranya
Ishq e Mareez tha Majnu
Dard e dawaan thi Heer
Intezaar ki lamha thi Sahiba
Aur waqt ko badalne chala tha Farhad.
Ab ishq hota hai duniya ko batane ke liye
Kabhi pyar milta bhi tha, toh bas bicharne ke liye.