Badal chumti imaraate toh Kayi raja o ne hai banai, Kabhi koi aisa bhi tha, Jiska swabhiman badal chumta tha. Naam reh gaya uska, Baakiyon ke bas imaraate reh gayi.
~ Suranya